Tuesday 12 May 2020

Ek naya safar

Nai pata ye sahi ya galat...

Nai pata tu maane ya na maane...

Magar kuch din me hi acha lagne laga...

Chal abhi tak to bas saath diya baaton mein...

Ab saath dogi haath pakad...

Ek naye safar ki taraf chalne keliye???

Raah lambi bahot.... Abhi to dosti ke aur bhi mod hai... Ye mod me saath de kar chalogi kya?

No comments:

Post a Comment