Wednesday 7 August 2013

Dard ki khamoshi..

Dil ke dard ko jataya ja sakta hai,
Magr samjhaya nai ja sakta hai...

Guzre lamho ko yaad kiya ja sakta hai,
Magr dobara jiya nai ja sakta hai...

Ankhon se ansu bahaya ja sakta hai,
Magr dard mitaya nai ja sakta...

Zakhm par marham lagaya ja sakta hai,
Magr nishan mitaya nai ja sakta..