Ye Kajal bhari nigahe...
Ye Sharmati adae...
Ye dil ko lubhati Muskan...
Yuhi ankhon me bas jati surat teri...
Khuda bhi soche kya murat banayi...
Chandani se jyada khubsurat,
Suraj ki kiran bhi lage hai fiki aesi teri tasveer banayi...
Lage hai chahne his pal tuje apni nazaro me pae,
Dekh sapne roj tere khuda ke paas faryad le jae,
Ae khuda, kya thi khada meri jo hoor ko samne lae magar uske noor se apni zindagi ko na saja pae...